7cups FAQ ko kyun shamil kiya gaya
Hum samajhty hain ke jab aap naya platform choose karte ho, to aapke kuch natural sawaal hote hain. Kya JazzCash aur Easypaisa se deposit clear hoga? Mere paise nikalne mein kitna waqt lagega? Kya mobile par bhi sab kuch chalega? Yeh FAQ woh sab kuch cover karta hai jo aap maloom karna chahty ho. Hamne apne players ke sabse zyada pooche jane
wale sawalaat ko gather kiya aur unke clear, seedhe jawab diye. Jab aapko account banane se pehle ya uske baad kuch samajh nahi aye, to yahan dekh sakty ho.
- JazzCash support
- Easypaisa clearing
- SadaPay integration
- Raast withdrawals